Page images
PDF
EPUB

ed a compass, and came to Rhegium: and after one day the south wind blew, and we came the next day to Puteoli;

14 Where we found brethren, and were desired to tarry with them seven days; and so we went toward Rome.

15 And from thence, when the brethren heard of us, they came to meet us as far as Appii forum, and The three taverns: whom when Paul saw, he thanked God, and took courage.

16 And when we came to Rome the centurion delivered the prisoners to the captain of the guard but Paul was suffered to dwell by himself with a soldier that kept him.

17 And it came to pass, that after three days Paul called the chief of the Jews together: and when they were come together, he said unto them, Men and brethren, though I have committed nothing against the people or customs of our fathers, yet was I delivered prisoner from Jerusalem into the hands of the Romans.

18 Who, when they had examined me would have let me go, because there was no cause of death in me.

19 But when the Jews spake against it, I was constrained to appeal unto Cesar; not that I had ought to accuse my nation of.

20 For this cause therefore have

niyá chalí, dúsre din Puteoli men áye:

14 Wahán bhaíon ko páyá; unhon ne minnat kí, ki sát din hamáre pás rahe: aur yúnhín Rúm ko chale.

15 Wahán se, bháí hamárí khabar sunke Apii forum aur Tín saráe tak hamáre lene ko áye; aur Paul ne unhen dekhkar Khudá ká shukr kiyá, aur khátirjamą húá.

16 Jab ham Rúm men pahunche, súbadár ne qaidíon ko kháss risále ke supurd kiyá: magar Paul ko parwánagí dí, ki akelá ek sipáhí ke sath, jo us kí nigahbání kare, rahe.

17 Aur yún húa, ki tín din bád Paul ne Yahúdíon ke raíson ko ekṭhe kiyá: jab we jamą húe, un se kahá, Ai bháío, main ne qaum ke aur báp dádon ke dastúr ke kuchh barkhiláf na kiyá, tau bhí Aurshalím bandhke mujhe Rúmíon ke háth men hawále kiya.

se

18 Unhon ne merá hál daryáft karke cháhá, ki mujhe chhor den, kyunki unhon ne mere qatl ká koi sabab na páyá.

19 Par jab Yahúdí barkhilaf kahne lage, main ne láchárí se Kaisar kí duháí dí; is waste nahín, ki apní qaum par faryád karún.

20 So isí sabab main ne tumhen

I called for you, to see you, and to speak with you: because that for the hope of Israel I am bound with this chain.

21 And they said unto him, We neither received letters out of Judea concerning thee, neither any of the brethren that came shewed or spake any harm of thee.

22 But we desire to hear of thee what thou thinkest: for as concerning this sect, we know that every where it is spoken against.

23 And when they had appointed him a day, there came many to him into his lodging; to whom he expounded and testtified the kingdom of God, persuading them concerning Jesus, both out of the Law of Moses, and out of the Prophets, from morning till evening.

24 And some believed the things which were spoken, and some believed not.

25 And when they agreed not among themselves, they departed, after that Paul had spoken one word, Well spake the Holy Ghost by Esaias the prophet unto our fathers,

26 Saying, Go unto this people, and say, Hearing ye shall hear, and shall not understand; and seeing ye shall see, and not perceive.

27 For the heart of this people is waxed gross, and their ears are dull of hearing, and

buláyá, ki tumhen dekhún, aur guftgú karán; kyúnki Isráíl hí kí ummed ke sabab, is zan ír se bándhá hún.

21 Unhon ne us se kahá, ki Ham ne Ham ne na Yahudiya se tere haqq men khatt páye, na kisí ne bháíon men se áke terí kuchb khabar sunáí, yá badí bayán kí.

22 Par ham chahte haip, ki tájh se sunen, ki tú kyá samajhtá hai: kyúnki ham ko málóm hai, ki sab kahín is firqe ko burá kahte hain.

23 Tab unhon ne us ke liye ek din thahráke, bahutere us ke dere par aye; us ne un se subh se shám tak bayán kiyá, ki Ķhudá kí bádsháhat par gawábí dí, aur Músá kí shariyat aur nabíon kí kitáb se Masih ke haqq mep dalílen lake, unhen samjháyá.

24 Bázon ne un baton ko máná, aur baze beímán rahe.

25 Jab we ápas men muwafiq na húe, Paul ke yih kahte hi chale gaye, ki Rúh i Quds ne Ashayá Nabí kí marifat hamáre báp dádon se khúb kahá,

26 Ki Tú is qaum ke pás já, aur kah, ki sunne ko to sunoge, par na samjhoge; aur dekhne ko to dekhoge, par na sújbegí:

27 Kyúnki is qaum ká dil sust, aur kán únche hain, aur apni ankhen mund lín: ki aisá na ho,

their eyes have they closed; lest they should see with their eyes, and hear with their ears, and understand with their heart, and should be converted, and I should heal them.

28 Be it known therefore unto you, that the salvation of God is sent unto the Gentiles, and that they will hear it.

29 And when he had said these words, the Jews departed, and had great reasoning among themselves.

30 And Paul dwelt two whole years in his own hired house, and received all that came in unto him,

31 Preaching the kingdom of God, and teaching those things which concern the Lord Jesus Christ, with all confidence, no man forbidding him.

ki ánkhon se dekhen, aur kánon se sunen, aur dil se samjhen, aur phiren, aur main unhen changá kar ún.

28 Pas tum ko malúm howe, ki Khudá kí naját Ģhairqaumon ke pás bhejí gai, aur we use sunenge.

29 Jab us ne yih kahá, Yahúdí ápas men bahut bahs karte chale

gaye.

30 Aur Paul púre do baras apne kiraye ke ghar men rahá, aur sab ko, jo us ke pás áte the, áne diyá,

31 Aur bari beparwáí aur be rok tok Khudá kí bádsháhat kí manádí kartá, aur Khudáwand Isa Masih kí báten sikhátá rahá.

[ocr errors]
« PreviousContinue »